Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeP K Mishra
HomeP K Mishra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bharat humko jaan se pyara hai sabse nyaara gulistaan humara hai bharat humko jaan se pyara hai sabse nyaara gulistaan humara hai sadiyon se bharat bhumi duniyaan ki shaan hai bharat maa ki rakshaa mein jeevan qurbaan hai bharat humko jaan se pyara hai sabse nyaara gulistaan humara hai ujade nahin apna chaman toote nahin apna watan gunaah naa kar de koi barbaad naa kar de koi mandir yahaan masjid yahaan hindu yahaan muslim yahaan milte rahen hum pyaar se jahaaaaaaan hindustaani naam humara hai sabse pyara desh humara hai hindustaani naam humara hai sabse pyara desh humara hai janm bhumi hai humari shaan se kahenge hum sab hi to bhaai bhaai pyaar se rahenge hum hindustaani naam humara hai sabse pyara desh humara hai asaam se gujraat tak bangal se maharashtra tak jaati kayi gun ek hain bhaasha kai ye sur ek hain kashmir se madras tak keh do sabhi hum ek hain aawaaz do hum ek hain jaagoooooooo
chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoonga umr bhar aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoongi umr bhar aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe tere nainon ke kaajal se likhni hai taqdeer mujhe haan tere nainon ke kaajal se likhni hai taqdeer mujhe tune dikhaayi pyaar se sajna jeevan ki tasveer mujhe jeevan ki tasveer mujhe chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoonga umr bhar haan aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe aankhon mein ek pyaara sapna jhil mil jhil mil karta hai haan aankhon mein ek pyaara sapna jhil mil jhil mil karta hai jab se mile ho mere sanam ab jeene ko dil karta hai jeene ko dil karta hai
dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa mehak jaaoon main aaj to aise phool bagiyaa mein mehke hai jaise baadalon ki main odhoon chunariyaa jhoom jaaoon main banke banwariyaa apni choti mein baandha loon duniyaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa swarg si dharti khil rahi jaise meraa mann bhi to khil rahaa aise koyal ki tarhaa gaane ko armaan machhali ki tarhaa machloon ye armaan jawaani hai laayi rangin sapnaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon
hey main gori chhori hoon gopala tune tirchhi nazariya se kyun maara main gori chhori hoon gopala tune tirchhi nazariya se kyun maara murgi churane aaya gopala meri tokri mein rakhi hai re gopala makhan churane aaya gopala meri handiya mein rakha hai re gopala gopala gopala bolo pyare gopala gopala gopala bolo pyare gopala peechhe bhi gopala aage bhi gopala bas gaya dil mein gopala murgi churane aaya gopala meri tokri mein rakhi hai re gopala makhan churane aaya gopala meri handiya mein rakha hai re gopala tere liye aaya meri jaan laga ke jaan ki main baazi tere liye maine bhi chhod di ye duniyaan saari aa meri baahon mein aasha puri karne de aaja aaja aaja ho pritam pyare aaja aisi bhi kya jaldi kuchh to andhera hone de dil nahin bas mein tu mujhe aur na tarsa sab kuchh dungi jara sa aur thahar jaa re sajni tujhe dekhoon to dil mein hoti hulchal sajna tune kyun kar diya mujhko ghayal murgi churane aaya gopala meri tokri mein rakhi hai re gopala makhan churane aaya
hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmm hmmmm jaa ri jaa aye hawa shor tu na macha phoolon ko aa rahi nindiya jaa ri jaa aye hawa shor tu na macha phoolon ko aa rahi nindiya kinaare pe nadiya soyi chain se tu so ja raat ki godi mein sajni meethe sapnon mein kho ja jaa ri jaa aye hawa shor tu na macha phoolon ko aa rahi nindiya aaaaaaaaaaaaaa oooooooo oooooooooooooo ooooooooooo oooooooooooooo pyaar kar ke kyun meri aankh se aansu bahe o jaanam tujh bin kaise jiyun kyun ye sheetal poornima aag ban gayi tere bina aa jaao mujh mein sama jaao pyaar mein ghum beshumaar phir bhi yeh ghum meetha kyun lage sabko jaa ri jaa aye hawa shor tu na macha phoolon ko aa rahi nindiya aaaaaaaa papapaaaaaaaaa aaaaaaaeeeee papapapaaaaaaeeee aaaaaaaaaaeeeeeeeeee ooooooyeeeee parvaton ki god mein sandhya ka suraj so gaya baadlon ki ot mein punam ka chanda kho gaya mere dil mein pyaar hai jo kuchh tumhen hogi khabar tumko main to maanta hoon zindagi ka humsafar pyaar mein ab
jaanaaaa jaanaaaaaa jaana jaanaaaa dekha nahin hai tujhko kal se pal pal kate mera mushkil se aa poochh le zara iss dil se jaanaaaa raahon ko main tere taktaa hoon jee jee ke main yahaan marta hoon main pyaar bas tujhe karta hoon jaana jaana samjhaun main kaise iss dil ko jaana ye maane na jaana ye samjhe na dekha nahin hai tujhko kal se pal pal kate mera mushkil se aa poochh le zara iss dil se jaanaaaa ik pal bhi lagta hai ik saal jaisa tere bina o jaane jaan tu saath ho mere ik saal ik pal lagne lagega aa jaana tu jhooth bhi keh de hai pyaar tujhko mil jaayegi saari duniyaa ye mujhko main ban gaya hoon deewanaaa dekha nahin hai tujhko kal se pal pal kate mera mushkil se aa poochh le zara iss dil se jaanaaaa raahon ko main tere taktaa hoon jee jee ke main yahaan marta hoon main pyaar bas tujhe karta hoon jaana jaana tu jo nahin hai to lagta hai aise kuchh bhi nahin hai ye jahaan mil ke judaa naa ho ik baar aise mujhko meri jaan mil jaana dekhun to main dekhu
jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayee to jeewan sanwar len hum rupiya jo paas mein ho duniya khareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum rupiya jo paas mein ho duniya khareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum apna hi aasmaan ho uss mein sada ude hum humsafar ban ke mere hardam hi saath mein rehna tum phoolon ke yeh zameen ho uss par sada chalen hum mastiyon ka yeh aalam ho gaate rahe geet hum aur tum gulsitan khilta rahe yeh kaarwan chalta rahe swarg mein ab yeh zameen badlenge hum pyaar ke rang mein tumhen rang denge hum rupiya jo paas mein ho duniya kareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum yuddh na ho kahin pe sukh shanti ho iss zameen pe pyaar ki baat se saathi duniya ko badlenge hum aur tum bhukh na ho
mil gaye mil gaye dilbar mere khil gaye khil gaye khawaab sunehere ulfat kee raahon mein aa gaye tum baanhon mein aankhon mein tum ho khwaabon mein tum ho sanson mein tum ho jaane jaa mil gaye mil gaye dilbar mere khil gaye khil gaye khawaab sunehere ulfat kee raahon mein aa gaye tum baanhon mein aankhon mein tum ho khwaabon mein tum ho sanson mein tum ho jaane jaa meri tammanna hai ye mere dil ki raaja tum ko main seene se lagaa loon meri thamanna hai ye mere dil ki raani zulfon mein mujhko chhupaa lo tere hain saajan zulfon ki thandi chhaiyan tujh mein fida hoon sajan dil se laga le oo saiyaan loot hi gaya hoon main to dekha jab se tujhko teri mohabbat sajni raat din tarsaye mujhko jee na sakoongi main tere bina jaane wafa hothon ko choom loon main aye mere jaane jaa mil gaye mil gaye dilbar mere khil gaye khil gaye khawaab sunehere ulfat kee raahon mein aa gaye tum baanhon mein aankhon mein tum ho khwaabon mein tum ho sanson mein tum ho jaane jaa bheegi fizayen
mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai jaadu hai aisa friendship ka mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa aankhon ki raahon se dil pe chha jaate hain apne ban jaate hain jo dil hain anjaane schoolon mein yaari hai college mein yaari hai ye zindagi hai yaari sun le deewaane milnaa milaana hai masti lutaana hai yaari ke aage kya ye chaandi sona hai khushiyon ke saagar mein yaari ki kashti hai na hai kinaara yaara badhte jaana hai mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai jaadu hai aisa friendship ka mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa ye aasma hai kya ek panchhi ke aage saagar ye kya hai yaara machhali ke aage tu bas hanste hi ja har pal muskaate ja phir ghum ki hasti kya yaara tere aage jeevan to gaadi
roja jaaneman tu hi mera dil tujh bin tarse naina dil se na jaati hai yaadein tumhaari kaise tum bin jeena aankhon mein tu hai aansu mein tu hai aankhein band kar loon to mann mein bhi tu hai khwaabon mein tu saanson mein tu roja roja jaaneman tu hi mera dil tujh bin tarse naina chhooke yun chali hawa jaise chhoo gaye ho tum phool jo khile thei wo shool ban gaye hain kyun jee raha hoon isliye dil mein pyaar hai tera zulm seh raha hoon kyun intezaar hai tera tumse mile bina jaan bhi na jaayegi qayamat se pehle saamne tu aayegi kahan hai tu kaisi hai tu roja roja jaaneman tu hi mera dil tujh bin tarse naina aankhon mein tu hai aansu mein tu hai aankhein band kar loon to mann mein bhi tu hai khwaabon mein tu saanson mein tu roja thandi thandi ae hawa tera kaam kya yahan meet nahin paas mein chaandni tu laut ja phool kyun khile ho tum zulf nahin wo yahan jhuke jhuke aasmaan meri hansi na uda pyaar ke bina meri zindagi udaas hai koi nahin hai mera sirf teri aas hai
rukmani rukmani shaadi ke baad kya kya huwa kaun haara kaun jeeta khidki mein se dekho zara rukmani rukmani shaadi ke baad kya kya huwa kaun haara kaun jeeta khidki mein se dekho zara baahon mein hai baahen daale meethi baaten hone lageen khatiya bhi dhire dhire khat khat hone lagee aage pichhe huwa toh jhatpat hone lagee rukmani rukmani shaadi ke baad kya kya huwa kaun haara kaun jeeta khidki mein se dekho zara chachi tujhe baahon mein daala hoga chacha ne maami tujhe pyaar se chheda hoga mama ne chhotee see dulhaniya ne piya ko sataaya hoga haath jod balma ne goree ko manaaya hoga piya ne god mein phir bithaya pyaar se ek baar dil se dil lagaaya pyaar se ha rukmani rukmani shaadi ke baad kya kya huwa kaun haara kaun jeeta khidki mein se dekho zara ungli se chhua hoga kanp gayee goree tab kaamdev mast hoke naachne lage thay tab ang ang khil gaya bijlee kadak gayee bindiya chamak gayee chudiyaan khanak gayee mile do badan toh yeh jawaani khil gayee zamin aasman kee
sun ri sakhi meri pyari sakhi ye dil kahin khoya hai mera jaane kahaan isse bhool gaya nahin kuchh bhi hai mujhko pata teri payal mein maine dhoondh liya teri kadmon tale sajni pyaar kiya to jaan gaya ye mushkil hai kitni meri saanson mein tera pyaar basa aankhon mein tumhin sajni sun ri sakhi meri pyari sakhi ye dil kahin khoya hai mera kaise tujhe izhaar karon main haalat is dil ki tan mein mann mein is dhadkan mein ho rahi halchal si dekhe bina tujhe lagti hai ik yug si ek ghadi sab nazarein jo dekh rahi mere dil mein dehshat si ye sawarg hai ya narak hai mujh ko hosh nahin meri zindagi aur maut hai ab haath main tere hi sun ri sakhi meri pyari sakhi ye dil kahin khoya hai mera koyaliya tu keh de to tujhe geet sunaaun mein naagmani teri naagin si zulfon ko sanwaaron main chandramukhi tujhe neend nahin to lori sunaaun main thandi hawa nahin lag jaaye tujhe chunari udhaaun main mere pyaar ki jo baat hai kaanon mein bataaun main tere kadmon ke jo nishaan hain
ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujh ko tum jo mille har khushi mil gayi tere honthon pe hain husn ki bijliyaan tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan tere daaman ki khushboo se mehke chaman sangemarmar ke jaisa ye tera badan mere jaanejaan main teri chaandni chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna tere aanchal ki chhaaon ke talle meri manzil mujhe mil gayi teri palkon ki chhaaon ke talle mohaabat mujhe mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujhko tum jo mille har khushi mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon aa masti ki raat mein apna tumko bana loon uthne lage hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Roja (1992) 03:07 11677
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Arvind Swamy
Duration : 03:07   Song Number : 11677   

Chaaha Humne Tujhe Velu Nayakan (1999) 05:40 18166
 
Poster of Velu Nayakan (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Charaniya
Duration : 05:40   Song Number : 18166   

Chhoti Si Aashaa Roja (1992) 04:50 11678
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Minmini
On Screen Actors- 
Madhu
Duration : 04:50   Song Number : 11678   

Gopala Gopala Humse Hai Muqabala (1995) 05:19 18725
 
Poster of Humse Hai Muqabala (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Prabhu Deva, Naghma
Duration : 05:19   Song Number : 18725   

Jaa Ri Jaa E Hawa Duniya Dilwalon Ki (1997) 06:38 37912
 
Poster of Duniya Dilwalon Ki (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Mehboob, P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Tabu, Abbas Ali, Vineeth
Duration : 06:38   Song Number : 37912   

Jaana Jaana Duniya Dilwalon Ki (1997) 05:44 18669
 
Poster of Duniya Dilwalon Ki (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Abbas Ali, Vineeth, Tabu
Duration : 05:44   Song Number : 18669   

Jhoom Jhoom Naachen Hum Chor Chor (1995) 04:43 13005
 
Poster of Chor Chor (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Anu Aggarwal, Prashant, Anand, Heera
Duration : 04:43   Song Number : 13005   

Mil Gaye Mil Gaye Love Birds (1997) 07:13 18139
 
Poster of Love Birds (1997)
 
Category
Tamil
Year- 
1997
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Hariharan, Chitra
On Screen Actors- 
Nagma, Prabhu Deva
Duration : 07:13   Song Number : 18139   

Mustafa Mustafa Duniya Dilwalon Ki (1997) 06:05 40515
 
Poster of Duniya Dilwalon Ki (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Abbas Ali, Vineeth
Duration : 06:05   Song Number : 40515   

Roja Jaaneman Roja (1992) 04:50 11679
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Arvind Swamy, Madhoo
Duration : 04:50   Song Number : 11679   

Rukmani Rukmani Roja (1992) 06:01 40014
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Arvind Swamy, Madhoo
Duration : 06:01   Song Number : 40014   

Sun Ri Sakhi Humse Hai Muqabala (1995) 05:24 18630
 
Poster of Humse Hai Muqabala (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Prabhu Deva
Duration : 05:24   Song Number : 18630   

Ye haseen vaadiyaan Roja (1992) 05:16 11675
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Madhu, Arvind Swamy
Duration : 05:16   Song Number : 11675   
Karaoke Songs of p k mishra, Sad Songs of p k mishra, Love Songs of p k mishra, Dance Songs of p k mishra, Hip-hop songs of p k mishra, Best songs of p k mishra, Super hit songs of p k mishra, hit songs of p k mishra, duet songs of p k mishra, solo songs of p k mishra, old songs of p k mishra, famous songs of p k mishra, Hindi Karaoke Songs of p k mishra, Hindi Sad Songs of p k mishra, Hindi Love Songs of p k mishra, Hindi Dance Songs of p k mishra, Hindi Hip-hop songs of p k mishra, best Hindi songs of p k mishra, super hit Hindi songs of p k mishra, hit Hindi songs of p k mishra, duet Hindi songs of p k mishra, solo Hindi songs of p k mishra, old Hindi songs of p k mishra, famous Hindi songs of p k mishra, Sing Along Songs of p k mishra, Sing Along Sad Songs of p k mishra, Sing Along Love Songs of p k mishra, Sing Along Dance Songs of p k mishra, Sing Along Hip-hop songs of p k mishra, Sing Along Best songs of p k mishra, Sing Along Super hit songs of p k mishra, Sing Along hit songs of p k mishra, Sing Along duet songs of p k mishra, Sing Along solo songs of p k mishra, Sing Along old songs of p k mishra, Sing Along famous songs of p k mishra